If you are looking for Sifli ilm Book in Urdu Pdf Free, So you came to the right place. Here you can download shetani sifli ilm books in Urdu and Hindi language.
Table of Contents
Safli ilm Books Pdf in Urdu
Maala Kaala
Es sifli ilm ki kitab ko Bawa Diyal singh ne likha hai. Onhon ne apne mujrab sifli amliyat es kitab mein qalam band kiye hain. Onke kuch mujrab safli amliyat madrja zail hain;
Hazrat Ali R.A Mandra, Hub o Muhabbat ka amal, Hamzad ko apne qabu mein karna, Nakhan ke zariye hazari ka amal, Ghousia ka khatam e sharif, Naaf theak karne ke liye tawez, Adawat ke sifli amliyat, Tabahi o barbadi ke kale amliyat, Kamar dard waghira ka sifli ilaaj, etc.
Sehr e Aswad
Syed Nazir Hussain Zanjani es kitab ke moulif hain. es kitab mein onhon ne sehr ke mutaliq tafseel se likha hai. mandrja zail topics on ki kitab mein mojod hain,
Qanoon e Harqat, Rohani Taqat, Dil ki yaksui, Quwat e khayali ka amal, Sehr e hanood, hindon or misrion ka kala ilm, arbion ka kala jado, unani black magic, Iran ka jado, Bengali jadoo, etc.
Mantar e Sidhi
Pandit Sadhu Raam Ousti es kitab ke likhari hain. Es kitab mein tamam mushkilat ko mantaron ke zariye hal karne ke tariqy mojod hain. Ye mantron ki nayab kitab hai. Her chez ko qabu karne ke mantar apko parhne ko melengy.
Jadu e Fironiya
Mumtaz Ahmed Mir Jagan ne es jado ki kitab ko likha hai. Onhon ne qadeem jado ke mutaliq tafseel se likha hai. Misar ko wo qadeem jado jo darja ba darja muntaqil hota hua es darjay tak aya hai sab detail mein apko parhne ko melega.
You can also read about Jantar Mantar Tantar Book, Original Bangali Koka Pandit, and Shaitani Amliyat books.