I am going to share with you Khatme Qadria Pdf book, It consists of 50 pages. The book’s full name is “Khatm e Qadria Sharif Mah Emaan Afroz Tazkira”.
Table of Contents
Khatme Qadria Sharif in Urdu
Hazrat Ghous e Azam R.A se aqedat o muhabbat ka silsila na sirf aam momeneen mein paya jata hai balke auliya e kamleen bhi enki azmat ke qail hain.
Ap ka ism e sharif Abdul Qadir, kuniyat Abu Muhammad, Alqab Mohiuddin Mehboob Subhani, Sultan e Auliya, Ghous ul Azam R.A waghira hain.
Abdul Qadir Jillani R.A walid majid ki nisbat se Hassani hain or walida majida ki nisbat se Hussani Syed hain.
Khatam e Qadria Sharif Ki Baharien
Following are the benefits of khatam e Qadria sharif;
- Benamazion ko toba ki tofeeq naseeb hoi
- Allah Tala per Tuwakal or Ehtimat ki tofeeq
- 12 saal se lapata shakhs ka mil jana
- Rishton ki rukawat door hoi
- Baghair operation ke shifayabi
- Fajar bajamat ki pabandi
- NamazĀ e Tahajud ka ehtimam
- Haj ki sahadat pana
- Rozi mein barkat o asaani
- Asrat e bad ka khatma
- Haram rozi se Taaib hona or Soodi karobar tohkrana