Asalam o Alaikum, Aj ki es post mein hum apko Kisi Bhi Name Ka Sitara Maloom Karna Bataingy, or Ye bhi bataingy Ke Ap kisi Naam Ka Burj Kesy Maloom Kar Saktey hain.
Naam Ka Sitara Maloom Karna
Sab se pehly os shakhs ke Naam ke adaad nikalein. Or os mein Maa Ke Adaad Nikal Kar Jama Kar lein. Phir esey 7 se Taqseem Kardein.
Taqseem Karne ke Bahd Akhir Mein Jo Baqi Reh gya Wo Matloba Naam Ka Sitara Hoga.
- 1 Baqi Raha tu Sitara Qamar
- 2 Baqi Raha tu Sitara Attard
- 3 Baqi Raha tu Sitara Zohra
- 4 Baqi Raha tu Sitara Shamsi
- 5 Baqi Raha tu Sitara Mareekh
- 6 Baqi Raha tu Sitara Mushtri
- Agar 0 Baqi Raha tu Sitara Zohal
Also Read: ilm ul Adad Book in Urdu Pdf
Aap Ka Sitara Konsa Hai
For Example:
Agar Shakeel Ibn Salma Ka Sitara Maloom Karna Hai Tu oska Tariqa ye hai;
Shakeel Naam Ke Adaad = 360
Salma Naam Ke Adaad = 135
Shakeel + Salma = 495
Shakeel + Salma / 7 = 5
Taqseem Karne ke bahd 7 Bachne Ka Matlab hai Ke Shakeel Ibn Salma ka Sitara Mareekh hai.