Agriculture Books in Urdu Free Download Pdf

If you are looking for Agriculture Books in Urdu Free Download Pdf, So you came to the right place. Here you can download Agriculture Urdu books in pdf format for educational purposes.

Zarai books in Urdu are very important for farmers. Because with the help of these zarai books they can grow their crops and vegetables in the right way.

Agriculture Books Pdf in Urdu Free

Insects Killer Medicines Urdu PDF

Insects Killer Medicines book ka naam Keeray Maar Adviyat ki Darja Bandi, Enka Istemal or Ehtiyat hai. Es kitab mein apko faslon ko kharab karne walay keeron ko marney ki adviyat ke baray mein mukamal jankari melegi.

For example; Insecticides, Miticides, Nematicides, Rodenticides, Fungicides, Weedicides, Hashrat Kush Adviyat ke Asraat, etc.

Download

Aabpashi Kab Kitni or Kesy PDF

Aabpashi ke mutaliq es kitab mein apko tafseel ke sath parhne ko melega. Tamam kissan hazirat ke paas es kitab ka hona lazmi hai. Ta ke apko pata chal sakey ke kisi fasal ko kitney pani ki zarorat hai. Es ke ilawa ap ko ye bhi pata chal sakey ga ke AabPashi kab kis time or kitni miqdar main karni hai.

Agar ap Aabpashi ke nizam ko achay tariqy se istemal karengy. Ap ki Fasal or Plants achay tariqy se nashonuma paingey or achi fasal hasil hogi.

Download

Drip Aabpashi PDF

Drip Aabpashi ek zarai kitab ka naam hai. Es kitab mein apko Aabpashi modern technology ke zariye karne ka tariqa pata chaley ga.  Ap mandrja zail topics es kitab mein parh saktey hain;

  • Introduction of Drip AabPashi Modren Technology
  • AabPashi ke Mukhtalif Tariqy
  • Drip AabPashi Ka Asool
  • Khaad Muhaiya Karne Wala Nizaam
  • Khait mein Pani ki Farahmi Ke Ajzaa
  • Benefits of Drip AabPashi
  • Drip Aab Pashi mein Anay walay Masail or Onka Hal

Download

Sharing is caring so please share these zarai books pdf with your friends and family members.

Sifli Amliyat Books PDF
Sharing is Caring so Please Share it.