If you are looking for Desi Nuskha Jaat Books in Urdu Pdf, So you came to the right place. Here you can download desi nuskhe books in pdf format for educational purposes.
As we know that Scientific treatments are not good for health. It has many types of side effects. But in desi ilaaj books Pdf you can find herbal remedies in urdu for men and women. These home remedies have no side effects. Its safe to use.
Table of Contents
Hakeemi Nuskhe Books in Urdu Pdf
Following are the best Hakeemi Nuskha jaat books in Urdu and Hindi;
Tibbi Nuskhe
Hakeem Hafiz Tahir Mehmood Butt is the author of this Tibbi Nuskha Jaat book. In this desi hikmat book, you can read about Juriyan or Ehtelam ke bemari ke liye safoof, Sozak or Mardana or Zanana Kamzori ke desi nuskhay, Ear Throat and Nose Herbal treatment in Urdu, etc.
Al Tib o Kimiya Nuskha Jaat in Urdu
Ye desi nuskhon ki bohat he nayab kitab hai. Es kitab mein apko Mukhtalif herbal Jari Botion ke Fuwaid, Khuwas or nuskhay parhne ko melengy. Desi nuskhay ki es kitab mein apko tamam jari botion ke khuwas ba tasweer parhne ko melengy.
Qarabadeen Hamdard Pdf
Hakeem Irfan ilahi Farooqi ne es hakeemi desi nuskha kitab ko likha hai. Es kitab mein Hakeem Sahab ne Majoon Bananay ke mukhtalif tariqy, Roghan Badam or Zaiton ko nikalne ka Asaan tariqa, Health tips in Urdu, Noshadar or Gul Surkh ke faidey, etc ke baray mein tafseel se likha hai.
Hikmat Ke Mufeed Desi Totkay in Urdu
Baba Abdul Kareem Gujrati ne Hikmat ke Desi Totkon wali kitab likhi hai. Es kitab mein apko mujrab or azmouda desi totkay parhne ko melengy. Ye hikmat ki book bohat he nayab hai.
Hikmat kitab mein apko Mardana or Zanana poshida amraz ka ilaj, Bachon ke amraz ke desi nuskhay, Sir nak kan waghira ke liye desi totkay waghaira ke baray mein parhne ko melega.
You can also read about Unani Books in Urdu, Homeopathic Books in Urdu, and Old Hikmat Books in Urdu and Hindi.