If you are looking for Free Tibbi Nayab Books in pdf format, So you came to the right place.
In this blog post, I am going to share with you the best free tibi nayab books in Urdu for educational purposes.
Table of Contents
Jadeed & Old Tibbi Books Pdf
Jadeed or Purani Tibbi kitabein mandrja zail hain;
Foori Tibbi Imdaad
Mehboob Alam Qureshi ne ye tibb ki nayab kitab likhi hai. Es kitab ko her ghar mein lazmi hona chahiye. Agar koi bhi emergency ah jati hai tu ye kitab apke liye bohat ziada faidey mand hai.
Es kitab mein apko kisi bhi emergency ki sorat mein ehtiyati tadabeer or First Aid ke mutaliq mufeed malomat parhne ko melegi.
Jadeed Tibbi Masail
Muhammad Abu Bakar Jabar Qasmi and Mufti Rafeh ud Din Hanif Qasmi ne es kitab ko tarteeb dia hai. Es kitab mein Jadeed tibbi masail per tafseel se likha giya hai. Jadeed Tib Ke Masail ki ye nayab kitab hai.
Unani Tibb Mein Maneha Hamal
Hakeem Ummul Fazal ne ye Unania Tibb ki kitab likhi hai. Es kitab mein apko Hamal ke mutaliq kafi achi malomat parhne ko melengi. Tib ki ye lajawab kitab hai.
Tibb e Masomeen
Allama Rasheed Turabi Marhoom ne ye Tibb ki kitab likhi hai.
Es kitab mein apko Nuskha e Amraaz, Blood Pressure, Amraz e Sir, Maqvi Hafza, Amraz e Chasham, Ghosh ke Amraz, Qalb ki bemariyan, Phiphron ki bemariyan, Jigar or Maidey ke Amraz, Asaabi bemarion ka ilaj etc. ke baraye main parhne ko melega.
Tibb e Nafees
Tib e Nafees kitab ke likhari ka naam Hakeem Molvi Syed Mehmood ul Hassan hai. Es kiab mein apko Tasqeed shuda bakamal nuskha jaat ka majmua parhne ko melega.
Ap es hikmat ki kitab mein mujrab azmouda or foran asar karne walay desi nuskhe parh saktey hain.
You can also read about Urdu Homeopathy Books Pdf, Maqbool Kamil Sanyasi Pdf, and Old Hikmat Books in Urdu.
Please share these Nayab Tibi Books with your friends and family members.