Khatme Qadria Pdf Free Download

I am going to share with you Khatme Qadria Pdf book, It consists of 50 pages. The book’s full name is “Khatm e Qadria Sharif Mah Emaan Afroz Tazkira”.

Khatme Qadria Sharif in Urdu

Hazrat Ghous e Azam R.A se aqedat o muhabbat ka silsila na sirf aam momeneen mein paya jata hai balke auliya e kamleen bhi enki azmat ke qail hain.

Ap ka ism e sharif Abdul Qadir, kuniyat Abu Muhammad, Alqab Mohiuddin Mehboob Subhani, Sultan e Auliya, Ghous ul Azam R.A waghira hain.

Abdul Qadir Jillani R.A walid majid ki nisbat se Hassani hain or walida majida ki nisbat se Hussani Syed hain.

Khatam e Qadria Sharif Ki Baharien

Following are the benefits of khatam e Qadria sharif;

  • Benamazion ko toba ki tofeeq naseeb hoi
  • Allah Tala per Tuwakal or Ehtimat ki tofeeq
  • 12 saal se lapata shakhs ka mil jana
  • Rishton ki rukawat door hoi
  • Baghair operation ke shifayabi
  • Fajar bajamat ki pabandi
  • NamazĀ  e Tahajud ka ehtimam
  • Haj ki sahadat pana
  • Rozi mein barkat o asaani
  • Asrat e bad ka khatma
  • Haram rozi se Taaib hona or Soodi karobar tohkrana

Download