Qurani Falnama in Urdu Pdf Book Free Download

If you searching for Qurani Falnama in Urdu Pdf books, So you are at the right place. Here you can download Qurani Falnama Books in the Urdu language.

Falnama Books in Urdu and Hindi

The best falnama books are listed below;

Rohani Falnama

Rohani Falnama ke musanif ka naam Iqbal Ahmed Madni hai. Ye kitab 6 mufasal falnamo per munfarid o mustanid kitab hai.

Es kitab mein apko darj zail topics parhne ko melengy;

Adadi falnama, Kisi ki fitrat maloom karna, Pardesi kis haal mein hai, Safar se faida hoga ke nahi, Pehly Shohar marey ga ya Biwi, Mian Biwi mein Muhabbat hai ya nahi, Hamla kia janey gi, Ainda halat or Qurani falnama, Meri shadi kahan hogi, Mard Haziraat ka Istekhara e Hayat, Meri Qismat mein kia hai, Khuwateen ka istekhara e hayat, insani Azha pharkne ki faalein, Falnama e Shatranji, Falnama e Hazrat Ghous e Azam, etc.

Download

Falnama e Akbari

Aaina e Amliyat o Tillismat Bamah Falnama e Akbari ke musanif ka naam Moulana Rehmat ullah Bengali hai.

Es kitab mein moulana sahab ne mandrja zail topics share kiye hain;

Quran e Pak ki Surton ke Khuwas, Murad Pori karne ka naqsh, Ghaib se rizq ka wazifa, Abi or khaki naqsh, Naqsh e Badi o Aatshi, kisi Shakhs ko rojoo karna, Hakayat, Dushman ki zuban bandi, Bhout Pareet bhag jaye, Bacha Khuwab mein darta ho, Imsaak ke liye, Asaibi dard, Dafeena hath away, Karobar mein taraqi, bandish ka tord, etc.

Download

Majmua e Falnama e Sulemani

Abdul khaliq Sahab Mujmua e Falanama Sulaimani kitab ke musanif hain. Es kitab mein musanif ne Mashor Buzrgon, Sufiya e Ikram, Auliya e Akram ke mashoor Falnamey share kiye hain.

Es Kitab mein apko mandrja zail faal parhne ko melengy;

  • Lasani Falnama
  • Hazrat Hafiz Sherazi ka Falnama
  • Abjad ke Hisab se Falnama
  • Bemari ke liye falnama
  • Hazrat Luqman R.A Falnama
  • Hazrat Yahya Muneeri R.A ke Falnamay
  • Naya or Umdah falnamah
  • Falnama e Ramal
  • Siyargan ka Falnama, etc.

Download

You can also read about, Sifli jado ki kitab, and Pari ko Taskher karne ki kitab.

 

 

Sifli Amliyat Books PDF
Sharing is Caring so Please Share it.