If you are looking for Dairy Farming Books in Urdu Pdf, So you came to the right platform. Here you can download daily farming guide books in the Urdu language for educational purposes.
Table of Contents
Ek Roza Dairy Guide Book
“Ek roza tarbeti nisaab braye Maveshi paal kisan” ye Ek dairy project Mohashi khud mukhtiyari Bazariya Dairy or Livestock Development ki Kitab hai. Es kitab mein ap mandrja Zail topics parh saktey hain;
- Rawaiti or Jadeed Dairy Farming mein Farq
- Janwaron Ki Achi Naslein
- Intezami Amour ke Rehnuma Asool
- Chara Jaat ko Mehfoz Karna
- Janwaron Ke Hifazati TikaJaat
- Janwaron Mein Nasal Kashi
- Pait Ke Keeron Se Bachao
- Bachron Ki Hifazat, etc.
Dairy Farming Dairy Project in Urdu
Es veterinary Urdu book mein mandrja zail mazmoon parh saktey hain;
- Dairy Farming ki Ehmiyat
- Dairy Farming ke liye Jagah Ka Intekhab
- Building ka intekhab
- Janwaron Ke Intekhab or Khareed
- Janwaron ki Dekh Bhaal
- Janwaron ki Khorak
- Wanday ki Ehmiyat
- Wanda Khelaney ka Tariqa
- Chara Jaat Mehfoz Karne ke Tariqy
- Janwaron Ka Record Rakhna, etc.
Dairy Guide Book (7 Roza Tarbeti Nisab for Farmers)
Es kitab ke fehrast mandrja zail hai;
- Janwaron Ki Naslein
- Janwaron ki Nasal Kashi
- Janwaron ki Khoorakh
- Shed Designs
- Farm ki Safai
- Chara Jaat ka Calender
- Sialge
- Sozish Hewana or Saro
- Janwaron mein Moun Khur ki Bemari ka ilaaj
- Janwaro ko Dawai Pelany ka Tariqa
- Amraz e Haiwanaat, etc.
Dairy Farmers Record Book in Urdu
Dairy farmers record book kissan hazrat ke liye banai gai hai. Es dairy ki kitab mein farmers apney janwaron ka record likh saktey hain.
Jesa ke Konsa janwar kab khareeda, injection kab laga, koi bemari hai tu os ki detail, waghira her tarhan ka record likh kar mehfoz kar saktey hain.
You can also read about Animal Diseases and Treatment book Pdf in Urdu, and Wanda Formula in Urdu Pdf.