The topic of Today’s post is “Date of Birth K Hisab Se Name in Urdu”. In this article, We will tell you How to select a suitable name for your child by date of birth calculation.
Table of Contents
Muslim Boys & Girl’s Names in Urdu With Meaning
Bachay Ke Liye Mozoon Naam Ka intikhab Hamesha Se Dilchaspi Ka Maamla Raha hai. Yeh Waqai Ek Khushi Ka Mauqa aur Khushgawar Lamha Hota Hai. Ke Jab Walidain ko Aulaad Naseeb Hoti Hai.
Sab Se Pehla Kaam Jo Walidain Ko Karna Chahiye Woh Yeh hai Ke Bachay ka Islami Naam Rakha Jaye. Bachay Ke Naam ko Halka Nahi Lena Chahiye, Kyun Ke Naam Bhi Mazhab ki Pehchan ka Zareya Hain.
Also Read: Ladkiyon Ke Islami Naam in Urdu Pdf
Islamic Baby Names Books with Urdu Meaning Pdf
Zail Main Apke Sath Kuch Islami Bachon Ke Namo ki Kitabein Share ki Ja Rahi Hain. Jin Mein Apko Kafi Ziada Bachon Ke Islami Namo Ka Khazana Melega wo Bhi Namo Ke Meaning Ke Sath.
Also Read: Asma ul Nabi with Urdu Meaning Pdf Free Download
Rehnuma e Islami Naam
Es kitab ke Musanif Ka Naam Moulana Mufti Abdul Shakoor Qasmi Hai. Ye Islami Naam Rakhne Se Mutaliq Ek Jadeed or Jamae Kitab Hai. Es Islami namo ki kitab ke Safhat ki tadaad 187 hai.
Also Read: Name Ka Sitara Maloom Karna | Name K Hisab Se Star
Bachon Ke Naam Rakhne Ka Fun Pdf
Ye Kitab Abu Hassan Al Hashmi ne likhi hai jo Ke 226 Pages per Mushtamil Hai. Es kitab mein Apko Bachon Ke Naam Rakhne Ka Islami Tariqa Parhne ko Melega. Or Es ke sath sath Bachon or Bachion ke Islami Name Meaning Ke Sath melengy.
Also Read: Islamic Dua For Newborn Baby
Urdu Name Meaning Dictionary Pdf
Masood Mufti ki Kitab Islami Namo ki Dictionary Pdf 686 Pages per Mushtamil Hai. Es Bachion or Bachon Ke Naam Wali kitab Mein Apko Hazaron Ke Hisab se Islami Namo Ka Khazana Urdu Meaning Ke Sath Parhne ko Melega.