Human Psychology Facts in Urdu Pdf

If you are looking for Human Psychology Facts in Urdu Pdf, then you came to the right website. Here we will share with you men and women psychology facts for educational purposes.

Male & Female Psychology Facts in Urdu Pdf

ilm e Nafsiyat mein Shakhsiyat ka mutaeha kia jata hai. Kisi Insan ki Shakhsiyat Es ki Zaheri o Bateni or Iktesabi or Ghair Iktesabi Khasosiyat ka Majmua hai. Agar Koi Shakhs Hum se Pochey ke Apke Dost ki Shakhsiyat kesi hai? tu Hum Jawab mein oski chand Khasosiyat ka zikar kar detey hain. Jesa ke Wo Mehnti hai, Waqt ka paband hai, Zaheen or Mukhlis hai.

Aj jo Book apke sath share ki ja rhi hai. Es mein apko Insani nafsiyat ke mutaliq tafseel se parhne ko melega. Ap es kitab ko parhne ke bahd Apni Shakhsiyat or Kirdar ki Tameer kar saktey hain.

Ap es kitab ko nechey diye gaye link se Download kar saktey hain. Ye Kitab Pdf format mein hai jis ke liye apke mobile ya computer mein Pdf Reader Install hona chahiye.

Size: 3.97 MB Download Link

آپ مندرجہ زیل کتابیں بھی ڈاونلوڈ کر سکتے ہیں۔

Sifli Amliyat Books PDF
Sharing is Caring so Please Share it.