Jari Botion Ka Encyclopedia Pdf Free Download

Jari Botion Ka Encyclopedia is written by Hakeem o Doctor Hari Chand Multani and Dr. Hari Chand Prem Nath Multani. It consists of 10 Parts and has 732 pages.

Jari Buti Book in Urdu

Pakistan or Hindustan Ki Jadi Botion Ka Mukamal Encyclopedia is available to read in this book with coloured pictures. You can also read about the following topics,

  • ilaj ul Amraz
  • Benefits of Fruits in Urdu
  • Health benefits of Vegetables in Urdu
  • Health benefits of Precious Herbs
  • Sufaida ke Asan Mujrbat
  • Azmouda Tibbi Mujrabat etc

Jari Botiyan Ukharne Ke Silsile mein Hidayat

Qabaristan, Gandi Jagahon, Shoray Wali Zameen o Rastey mein paida hone wali jari botion ko hargiz na ukhara jaye kiun ke ye bekar sabat hoti hain.

Best Time to Cut herb Plant?

Bohat se Jadi Boti jin mein bilkul nahi atay, On ko okharne ke liye ye dekhna zarori hai ke wo pori tarhan se hari bhari hon.

Best Time to Get the Herb from Milky Plants?

Dhoud wali Botiyan jin ki tehniyan ya patay torne per dhoud tapakta ho osi waqt tora jaye or kam mein lai jain.

How to Use Seeds of any Herb, Plant, and Tree?

Jari botion ke beej istemal mein os waqt laye jain jab wo saray podey ka ras khoub achi tarhan se chos kar pak gaye hon.

How to get the Root of any Plant?

Boti ki agar Jar leni ho tu es baat ka khayal rakha jaye ke oski jariyen gali sari ya keera laga hoa na ho.

Instruction to Buy Pure and Fresh Herbs from Shop

Jari boti agar bazar se li jain tu es baat ka khaas khayal rakha jaye ke wo porani na hon. kiun ke 6 month ke bahd on ka asar kam ho jata hai.

Download

You may also like: