In this post, I am going to share with you the Khwabon ki tabeer in Urdu books for educational purposes. With the help of these books, you can find the real meaning of your dreams.
Table of Contents
Khuwab ki Tabeer in Urdu Pdf
Following are the best dream books in Urdu;
Sacha Khuwab Nama
Muhammad Hussain Azad Ajmair is the author of Sacha Khwab Nama Hazrat Yousuf A.S book. In this book, you can read the following topics;
Khuwabon ki haqeqat, Sachay rohani dreams, khuwabon ki qismein, Achay or Bury khuwabon ki Tabeer, Bholey hoye khuwab ko yaad karne ka tariqa, Falnama Hafiz Sherazi Sahab, Quran e Kareem ka Falnama, etc.
Haseen Khuwab Nama
Abu Al Faiz Muhammad Sharif Al Qadari Rizvi is kitab ke Musanif hain. Ye amliyat o tawezat or khuwab nama ke behtreen kitab hai. Es kitab ki madad se ap apney khuwabon ki tabeer maloom kar saktey hain.
Tabeer Ur Roya Khuwab Nama
Allama Imam Muhammad Bin Sereen ne es khuwab nama kitab ko likha hai. Es kitab ke mutrajim ka naam Syed Habib Ahmed Hashmi hai. Ap ko es khuwab nama kitab mein mandrja zail topics parhne ko melengey;
Taber deney walay ke adab, Pani khuwab mein dekhna, Shadi nikah dekhna khuwab mein, Janwaron ko khuwab mein dekhney ki tabeer, Sona chandi khuwab mein dekhna, sanp ko khuwab me dekhne, etc.
You can also read about Khwabon Ki Tabeer Dawateislami Book in Urdu.