Sabzion Ki Kasht in Urdu Pdf Free Download

If you are looking for Sabzion Ki Kasht in Urdu Pdf, So you came to the right place. Here you can download the vegetables growing guidebook in Urdu.

Agriculture Guide Books Pdf in Urdu

Sabzion Ki Ghareulo Pemaney Per Kasht ko Kichten Gardening Kehtey hain. Aj apke sath kuch sabzion ko ghar mein kasht karney ki kitabein share ki ja rahi hain. Jin ki madad se ap apne gahr mein he sabzion ko ugha saktey hain.

Sabzion ki Gamlon Mein Kasht

Ye Zarai kitab Zarai Taraqiyati Bank Limited. ne likhi hai. Es kitab mein apko ghar mein gamlon me sabzion ko theak tariqy se kasht karne ke baray mein tafseel se bataya gaya hai.

Ap ko ye parhne ko melega ke kon kon si sabziyan gamlon mein kasht ki ja sakti hain, Gamlon ki sakht, Gamlon mein mitti dalne ka tariqa, etc.

Download

Sabzion Ki Gharelu Pemany Per  Kasht

Ye Agriculture kitab Zarai Taraqiati Bank ne jari ki hai. Ghar mein jo sabziyan grow ki jati hain wo Aloda Pani, Kimiyai Khad or Keerey Mar Adviyat se Pak hoti hain. Es sabzion ke istemal se insani sehat achi rehti hai.

Es kitab mein apko mandrja zail topics parhne ko melengy;

Vegetables ki darja bandi, Musam garma ki sabziyan, Musam sarma ki sabziyan, Kasht ke lehaaz se darja bandi, Paneeri se kasht hone wali sabzian, Gharelu baghecha kaise banaya jaye, Zarori zarai auzar, Zameen ki tiyar, Kitchen gardening in Urdu, etc.

Download

Bemosmi Sabzion Ki Kashat

Es kitab mein apko bemosmi sabzion ki kashat ke mutaliq tafseel se parhne ko melega.

Smeda ka taruf, Karobar o Masnoaat, Tunnel ki sakht, Pedawari gardash e amal, Sarmaya kari ke muaqey, Mandiyan or Tijarti ilaaqy, Muashi kefiyat, Kul lagat e karobar, bemosi vegetables ki punjab mein kasht, etc.

Download

Sharing is caring so please share these agriculture books in Urdu with your friends and family members.