Shadi Ka Tohfa Book in Urdu is written by Moulana Hafiz Fazal Al Raheem Ashrafi. This book is a wonderful gift for those who want to start a marriage.
Table of Contents
Tohfa e Shadi in Urdu
In this Islamic Marriage book you can read the following topics;
- Shadi ka Maqsad
- Quran o Ahadees ki Roshni mein Nikah ki Fazilat
- Larki Ka Intekhab Kesey Karein
- Mangni Kis Tarhan se Ki Jaye
- Adaab e Nikah
- Rukhsati Ka Islami Tariqa
- Ghusal Ka Masnoon Tariqa
- Walima Ka Masnon Tarika
- Halat e Janabat ke Zarori Ehkam
- Rizq main Barkat Ke Liye Mujrab Wazifa
- Mian Biwi Mein Hansi Mazaq
- Shohar ko Razi Karne Ka Amal
- Aulad e Nareena or Hifazat e Hamal
- Shadi se Pehly Larki ko Ek Nazar Dekhna
- Biwi ko Jaib Kharch alag Dia Jaye
- Bivi ko Razi Karna
- Bachon ke Sokhey Pan or Jumla Amraz Ke liye
- Aulad ki Farmabardari ke liye
- Khawand per Biwi ke Haqoq
- Nikah ka Khutbah
- Shadi ka Istekhara
- Shadi ki Tareekh tey karna
Nikah Ke Fuwaid
Nikaah ke Bohat ziada fuwaid hain jin mein se chand mandrja zail hain;
- Insan Nikah se Paband ho jata hai.
- Nikah karna Mufeed Sehat, Itmenan bakhsh or taraqi zindagi ka sabab hai.
- Insan ghalat rastey per chalne se bach jata hai etc.
Agar apes kitab ko taleemi maqasad ke liye pdf mein download karna chahtey hain tu download ke button per click kar ke ap esy mobile mein download kar ke parh saktey hain.