If you are looking for Karobar Books in Urdu Pdf, So you came to the right website. Here you can download karobar books in pdf for educational purposes.
Table of Contents
Business Books in Urdu Pdf Free
Following are some business ideas in Urdu books;
Ganjina e Rozgar
Ustaz ul Hukma Hakeem Muhammad Abdullah ne Ganjena e Rozgar kitab ki tasneef ki hai. Es kitab mein apko mukhtalif qism ke products manufacturing method bataye gaye hain.
For Example, Dastakari, Saban Bananey ke Tariqy, Aina Sazi, Roshnai banana, Hair Oil, Acha banana, Chatni banana, Multani Saban, Skin Whitening Cream Banana, etc.
Naye Roozgar
Hakeem and Doctor Hari Chand Multani es Karobari kitab ke musanif hain. Ye kitab berozgar logon ke liye khaas tohfa hai.
Es kitab mein ap mandrja zail topics parh saktey hain;
- Saban Sazi ke Poshida Raaz
- Agar Bati Sazi
- Asaan or Mujrab Formulay
- Atar Saazi
- Face Cream and Face Powder Recipes
- Hair fixer and Lipstick
- Kajal banane ka tariqa
- Nail Palish ke Formule
- Sharbat Saazi, Chashni Banane ka tariqa
- Muraba or Gulqand Banana
- Sirka Saazi, Arqiyaat Banana
- Finail Saazi, Machar Bhagane ka Powder, etc.
Masail e Meezan
Moulana Mufti Usama Sahib Palan Puri es kitab ke author hain. Es Kitab mein apko Naap Toul ke Fiqi Masail parhne ko melengy.
You can also earn money online by learning Web Designing Course in Urdu Pdf, In this course, you will learn how to make a website for your client.
Sharing is caring so please share these business ideas Urdu books in pdf with your friends and family members.